Hum apne bachon ko kya parha rahe hain By Ansar Abbasi

Ansar Abbasi

Hum apne bachon ko kya parha rahe hain By Ansar Abbasi

Read Urdu column Hum apne bachon ko kya parha rahe hain By Ansar Abbasi
To see updates on facebook about Ansar Abbasi columns, Books and videos, Become a fan of Ansar Abbasi Columns@ http://www.facebook.com/AnsarAbbasiColumn

25 Comments
  1. imad says

    Still the paganist subject of "Evolution” is taught in some schools is also discussable.

  2. SHAH NAWAZ says

    sir sir and sweet sir aap ne bohat ache noqaat ki janab toajo dilai hai God bless u and jazak ALLAH

  3. Meena baji says

    Molana Ansar Abbasi
    why you halted Bihari Muslims to enter in Pakistan, why Muslim world split in 57 countries , Israel se zamin lane k sawal pr tm ko saanp kyon soog jata hy, Why you so called mullas keep quiet on ill legal occupation of Israel
    kindly spill over Mullaism and keep the country on right path

  4. khurram says

    Asalamu Alaikum ..
    ALLAH jazza dey app sab ko to rectify the errors but main b kuch share kerna chahta hoon jo bohat zaroori hai.

    Mera Talluq Lahore sey hai or main Marketing profession sey talluq rakhta hoon. meri last job Rana Luxury Resort Head Balloki k liey thee yeah Ex
    Revenue minister Punjab Rana Shoukat Mahmood ka banaya ho Park hai…iss ki marketing main ney schools sey start ki Lahore Faisalabad Okara Sahiwal Shekhupura Gujranwala neez jitney b chottey chottey sheher Rastey main sien waha k school main ney by foot khud visit kiey or the thing i found k most of schools ki management christions hai …Jahan management christions ki ho gii to woh humarey bachon ko islamiat kia parhaien gey ….or iss nafsa nafssi k Alam main humarey Alam b paissey ley ker kuch b
    kerney ko tayar ho jattey hain ….i hope Govt ko policy k tehat islamiat ka syllabus check kerna chahiey……

  5. M RAMEEZ says

    Pakistan naam ka hi islaami jamhoria ha.kaam koi nahi ha yahan islaami

  6. M. Usman says

    Sir ap nay bot achi baten ke hen or hakoomat ko fori tor per is teek karwana chaiye. me aik or bat arz karna chahon ga. pakistan aik islami mulk hay lakin isi islami mulk me qurani pak ke bot bay hurmati ke ja rahi hay. hamray mulk akhbaron k front page per aik ayate mubaraka ka tarjama tehrer hota hay. lakin kia kabi kisi nay ye socha hay k in akhbaron k sath kia salok kia jata hay. akhbar parh k phenk dia jata hay, fruit ke rariion pe istemal hota hay. jaga jaga or ise akhbar me un ayate mubaraka ka tarjama b. ye kis tarha ka islami mulk hay jisay quran ke azmat ka e andaza ni….
    ya to ye ayat na likhi jayen agar likhi jayen to per in ka ehtram b kia jaye…

    plz…

  7. Mian Imran Latif says

    hmare moashre me log behs-o-tanqeed p to foran utar ate hein but islah ki traf koi twajjoh nhi deta. Ye intehai serious matter he aur is ka notice lazmi lya jana chahye…..

  8. wajid ali says

    sir ALLAH TAALAH AAPKO din ki khidmatke kerne per ajr e azeem atta farmae, ameen

  9. Malik Muhammad Qasim says

    Sir AAP es trah column likh Kr aik trah se Qalami JEHAD Kr rhe Hein.aap ke saare columns islahy hotey Hein.جزاک الله

  10. munira qureshi says

    انصار صاحب ! جلد کچھ اقدامات کیجۓ اور یہ نیکی اپنے نام کیجۓ !اللہ آپ کو ہمت اور کامیابی دے

  11. zainullah says

    sir plz is masly ko capital talk me b zeer e bees le avo

  12. Mohammad Waqas says

    Govt. ik bar publisher ko warn kre agr wo thik na kren to seal kr den..

  13. mansha says

    Please correct this mistake

  14. nasir hameed says

    Ansaar Saheb and Javed choudary Saheb!!!! ALLAH(S.W) Bless u both….

  15. BASHIR KHAN says

    HAMARI GOVERNMENT KO CHAHIY K ISLAMYAT KI BOOKS ISLAMI NAZRYATI COUNCIL SEY LIKHWAYN.

  16. Asim Khan says

    Actually the whole responsibility is ours education system which is everywhere is different from one place to another. And secondly our administration appointed such heads which are not on merit but depends on friendship with higher authority. How our children will exact lessons of Islam or about Pakistan when govt. schools have their own course and private have their own. One course should be adopted and it will be finalized who knew everything about Islam

  17. Noureen Anjum says

    Dear Ansar Sb, i strongly condemn this issue as it is really happening in our society and ruining our minds…… May Allah bless you who speaks and raise these issues of great importance. Regards

  18. Muhammad Tariq Mumtaz says

    Ansar Sb jin kitabon k bare me Manzoor Sb ne kaha he us k Writer k saath program Talk show karen or unhe un ki ghalti batae. Jazak Allah

  19. hajra khan says

    sir’i highly appericiated your points about mistakes of publishers.actually these r not only mistakes but punishable sins of them.they should condemned .these mistakes are also doing in lower levels .

  20. عبدالخالق رحمان says

    انصار عباسی صاحب اور رائے منظور ناصر صاحب، جزاک اللہ، اللہ تعالیٰ آپ کو اس کاوش پر اجرِ عظیم عطا فرمائیں۔ آمین۔

  21. Sajid Azeem says

    Highly appreciated your efforts. I think govermnet of Punjab look after these critical points and remove all those things who dishonored our mother, calips and Our Prophet Hazrat Muhammad (P.B.U.H). Ameen. ALLAH gee helps us….

  22. Zaffar Ali Khan Mahsud says

    Excellent, Allah ap ko jaza-e-khair atta farmaye. Aameen.

  23. Muhammad Ashraf Rana says

    sweet sir aap ne bohat ache noqaat ki janab towajo dilai hai Allah bless u and jazak ALLAH

  24. siraj khan says

    Sir this is a big issue indeed but can you plzz review our media vulgirty and nude ads . . in each n evry news bulltn there must be somthng like Song, fashion shows, dance and other Nudity material . . When wll you write on that???? Najane kya hoga is qoom ka??? hamara mustiqbil hi koi nae . . plzzzzzzzzz abstain media from spreading vulgarity . .

  25. Shakeela says

    Sir,
    App ne sahi kaha a c boht c ghaltiyan books main hooti hain me bhi teacher hoon or mujhe afsoos hota hai k humari hukumat humara mushra in sub batoon ki taraf dihan q nai deta choti choti batoon pe larne marne ke liye tyar rehte hain or ase sangeen masle ko koi hal nai karte me app ki shukar guzar hoon k app ne ye sub likh kar hum sub ki ankhen khol di shukriya

Leave A Reply

Your email address will not be published.